Thursday, March 1, 2007

JAANE HAI WOH KAHAAN??;)

Jaane hai woh kahaan, jisko dhundti hai nazarmein
yeh dil, mein yeh jaan, dedun woh mile jo agar
sapano mein jo rehta hai,
kaano mein jo kehta hai dhoondo mujhe

Jaane hai woh kahan, jisko dhundti hai nazar
mein yeh dil, mein yeh jaan,
dedun woh mile jo agar

Har pal woh chehra, rehta hai inn aankhon mein
jise maine nahi dekha, par dekha hai khwaabon mein
paaungi kahaan mein usko,
yeh to na jaanuper kehta hai dil
merasang mere woh bolega
chupke se woh bolegadekho mujhe

Jaane hai woh kahaan, jisko dhundti hai nazar
mein yeh dil, mein yeh jaan, dedun woh mile jo agar

Khoya khoya sa kab se, firta tha mein raahon mein
tumhe kahin mein chupaau, to bhar lu in bhaaon mein
milogi mujhe tum to ek din, mujhko yakin tha
hum aaj mil hi gaye sach kardo mera sapana
tumhi to zara apnakeh do mujhe

Jaane hai woh kahaan, jisko dhundti hai nazar
mein yeh dil, mein yeh jaan, dedun woh mile jo agaraa aa aa aa aa...

2 comments:

Unknown said...

u ppl just fill up ur blog space by scribbling all song lyrics huh.......

pooja said...

i thot someone appreciated the way we maintain our blogs.....neway....there is something more to read as well....;)....post ur valuable comments der sir!!